Sunday, August 19, 2012

Aaj jeene ko karta hai mera mann

Kal raat jab achanak asha ki chadar tale hui halki sikudan
subah subah parden hata jhaank raha tha bawara mann
Mehsoos ki usne pehli sheet ki pehli kampan
Ujali dhoop ki nirmal sunahari kiran
Aaj jeene ko karta hai mera mann..
Aaj jee bhar jeene ko karta hai mera mann..

No comments: